Wednesday 20 March 2013

BE INTEHAAN (RACE2)

Strumming Pattern = DdUUd

                                d->muffled/ mute down




(Em)                       (Bm)
Suno naa kahe kya suno naa
Am------------------------------- D
Dil mera suno naa, suno zara
C------------ Bm -------------Em------------- G
Teri baahon main mujhe rehna hai raat bhar
C-------------- Bm--------- Em------- D
Teri baahon main hogi subah


G-------------- Em
Be intehaan Be-inteha
C ----------------------------------D
Yun pyar kar yun pyaar kar Be intehaan
G --------------------------------Em
Dekha karun saari umar - saari umar
C------------------ D
Tere nishaan be intehaan
C------------------D--------------C----------- D
Koi kasar naa rahe, meri khabar naa rahe
C -------------------D ----------------Gm------ Bm
Choo le mujhe is kadar be intehaan


G
Jab saanson me teri saansen ghooli toh
Am------------- Em
Phir sulagne lage
C -------------------G
Ehsaas mere mujhse kehne lage

Em
Haa baahon me teri aake jahaan do
Am -------------Em
Yun simatne lage
C --------------D-------------- G
Sailaab jaise koi behne lage


C--------------------------------- D
Khoya hoon main aagosh mey
C -----------------------------D
Tu bhi kahaan ab hosh mey
Am -------------D -------------Am --------D
Makhmali raat ki ho naa subah


G-------------- Em
Be intehaan Be-inteha
C ----------------------------------D
Yun pyar kar yun pyaar kar Be intehaan
Em
Gustakhiyan kuch tum karo
Am -------------------- E---------- D
Kuch hum kare iss tarah
G--------------------------- Em
Sharma ke do saaye hain jo
Am------------------------ Bm
Mooh pher ley hum se yahaan


G
Haan Choo toh liya hai yeh jism tune
Am --------------Em
Rooh bhi chum ley
C------------------ D------------------ G
Alfaaz bheege bheege kyun hai mere

Em
Haan yun choor ho ke majboor ho ke
Am
Qatra qatra kahe
C----------------- D-------------------- G
Ehsaas bhige bhige kyun hain mere


C -----------------------D
Do bekhabar bhige badan
C ------------------------D
Ho besabar bheege badan
C ---------------Bm ----------Am------------ D
Le rahe raat bhar angdaiyaan


G-------------- Em
Be intehaan Be-inteha
C ----------------------------------D
Yun pyar kar yun pyaar kar Be intehaan
G --------------------------------Em
Dekha karun saari umar - saari umar
C------------------ D
Tere nishaan be intehaan
C------------------D--------------C----------- D
Koi kasar naa rahe, meri khabar naa rahe
C -------------------D ----------------Gm------ Bm
Choo le mujhe is kadar be intehaan


ENJOY GUYS ,...... KEEP ROKKING

No comments:

Post a Comment